Zindagi ko aaj tak jeeta bhi nah

Zindagi ko aaj tak jeeta bhi nah
Zindagi ko aaj tak jeeta bhi nahi, haara b nahi...
Us ko pana Na-mumkin magar us Bin guzara b nahi...

Dil main Jali khuwahishon se uth-ta hai Dhuwaan...
Ragoon main dorta hai meri par Woh hamara b nahi...
Mere kano main hain har pal bassi sadaain us ki...
jaisay ek mudaat se kisi ne mujhay pukaara b nahi...

wohi mera hasil-e-zindagi hai, hasil kuch b nahi...
qismat se mila nakkad aur kabhi kuch udhara b nahi...

us k aangan main utarta hai ujala ban ker chand...
meri kismat main likha Khudaya koi Sitara bhi nahi...

wohi har Ilzam mere sar dey k aaj khush tha buht...
meri manzil ki rah ko us ne kabhi sanwara b nahi...

Tujhay 'lab-e-marg' dekhnay ki hai aarzoo us ki...
Aur to mar jaye Assani se yeh bat Us ko gawara b nahi....

No comments:

Post a Comment