Mera Wada Hai.....

Mera Wada Hai.....
"Mai sehra bandh k aunga mera wada hai.....
Mai teri mang sajaunga mera wada hai......."

Mai wada karta hu ke tumhe chhod kar kahi na jaunga...
Marte dam tak mai tumhara sath nibhunga...
Nadanio me mai agar tumhe kuchh kah deta hu...
Rothta hu tumse to ye mat sochna ke doori tumhari sah leta hu...

Tumhare bin ek din bhi kate nhi katata...
Tumhe dekhe na jab tak tab tak dil rahta hai tumhara naam ratata...

Maine rooh se tumhare naata jod liya hai...
Apni tmam zindagi ko maa baba ke baad tumhare naam kiya hai...

Chaho to hamko kabhi bhi azma lena tum...
Lakho sitam karna magar humse door na hona tum...

Tum chli gyi to maa baba ke liye jeena to padega...
Magar yaad rakhna tumhare bin ye ashiq tumhara zinda lash rahega.....

No comments:

Post a Comment