koi aur mil gya hoga unko...

koi aur mil gya hoga unko...
kio deta hai tasliya tu nadan dil ko...
unke aane ki umeed bekar hai ab...

koi aur mil gya hoga unko...
ishq mizaj hai akele rahne ki unko adat hi nahi...
ab to chithiya bhi unki kabhi aati hi nahi...
shayad tere ghar ka pata bhi ab bhool baithe hai...

udati udati ye khabar suni hai hamne...
humto akele hai hamesha se aaj kal wo sabko yahi kahte hai...

koi ja kar hmara sandesh unhe de to zra...
nahi kadar to dil hamara wapis kar jaye...

bane hai agar unki raah ka roda...
to kah de ek baar hum mar jaye.....

No comments:

Post a Comment