Mera Khwab...
Aaj Kya Haseen Jode Me Usko Uski Sakhiyo Ne Sajaya Tha...
Jese Aasma Ka Chand Khud Aaj Zamee Par Utar Aaya Tha...
Kya Noor Uske Chehre Se Ubhar Raha Tha Mere Yaaro...
Jese Sakhiyo Ne Milkar Use Aaj Jannat Ki Hoor Banaya Tha...
Love Story...
Mahobbat Ki Dunia Me Kissa Aesa Bhi Aye Yaar Ho Gaya...
Bin Dekhe Hi Ek Ladki Aur Ek Ladke Ko Pyaar Ho Gaya...
Ajnabi Dil The, Ajnabi Unki Aadte Thi Fir Bhi Aye Yaaro...
Baato Hi Baato Me Ek Din Mahobbat Ka Izhaar Ho Gaya...
Dekhle Tu Bhi Ek Nazar Meri Jaan...
Dekhle Tu Bhi Ek Nazar Meri Jaan...
Na Tujhse Apni Nigahein Hataaunga Main...
Abhi Na Karegi Humpe Agar Nazre Inaayat...
To Khwaabo Me Aakar Tujhe Sataaunga Main...
Aakhri Shaam.. Apni Mahobbat Ki......
Yaad He Muje Wo Aakhri Shaam.. Apni Mahobbat Ki...
Tute Khwab Aur Reh Gayi Tamanna Adhuri Chahat Ki...
Ki Yaad He Muje Rote Hue Usne Mera Hath Thama Tha...
Aur Kar Rahi Thi Intezaar Wo Meri Aakhri Izazat Ki...
Teri Yaad Ka Manzar Bhi Ajeeb Hai...
Teri yaad ka manzar bhi ajeeb hai...
Dur ho kar bhi tu mere kitna kareeb hai...
Teri mohabbat to mil gyi isi me khush hu mai...
Tera milna na milna ye to sab naseeb hai...
The Top Picturesque Places on Planet Earth
Salar De Uyuni, Bolivia
During the rainy season, the world’s largest salt flat becomes the world's largest mirror. The Salar was born when several prehistoric lakes joined into one. The salt flat is so reflective, it’s used to calibrate satellites.
During the rainy season, the world’s largest salt flat becomes the world's largest mirror. The Salar was born when several prehistoric lakes joined into one. The salt flat is so reflective, it’s used to calibrate satellites.
Woh Mohabbat Hi Kya Jisme Sirf Paana Hi sab kuch Ho...
Har Kashtee Ke Naseeb MeN Saahil Nahi Hota...
Pyaar Aisa Bhi Hota Hai Jis MeN Kuch Haasil Nahi Hota...
Koi Bichar Gaya Koi Saath Raha, Sabki Apni Apni Taqdeer Hai...
Mohabbat kya Hai, Yeh To Apne Mehboob Ke Chehre Ki Tasveer Hai...
Tu Dur Dur Kyun Rehti Hai Maa
Tu dur dur kyun rehti hai maa kyun pass mere nahi aati hai...
tu apna hath badha ab kyun nahi mere balon ko sehlati hai...
jab main parchai se darta tha tu aanchal mein chhupa leti thi...
roshandan se ped ke pat-to ki parchai aaj bhi mujhe darati hai...
Usne waada kiya tha....
Humsafar Ki Tarha Zindagi kae Safar Mae...
Dene ka mera saath, usne waada kiya tha....
Rang jitnae bhi hai ess jahan mae maujood...
Bharna ka zindagi mae , usne waada kiya tha....
Usane kaha sath kahan tak Nibhao ge..?
Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai....
Maine kaha Sitaron ka koi Shumaar hai....
Usne kaha kon Tumhein hai boht Aziz...
Mai ne kaha Dil pe Jise Ikhtiyar hai....
Wo Tera Chupkese Dekh Sarma Jana...
Jab Jab Mene Koi Khwab Dekha He...
Tuje Usme Apne Sabse Pass Dekha He...
Jo Haqiqat Me Kabhi Mumkin Na Hoga...
Un Hasin Palo Ko Khwabo Me Bihaasb Dekha He....
Subscribe to:
Posts (Atom)