Stuning Places Most People Will Never See
Hike the Haiku Stairs in Oahu, Hawaii — also known as "The Stairway to Heaven" — a steep trail with a wooden ladder spiked into the side of a cliff. Technically it's not open for public use, but people still climb it, and rave about the views from the top.
Tanha Reh-Reh Kar Teri Yaad Aati Hai...
Tanha Reh-Reh Kar Teri Yaad Aati Hai...
Tujhe Dekhte Hi Aankhein Muskuraati hai....
Naa jaane Tujh Mein Aisa Kya Hai...
Tu Door Jaaye To Teri Yaad Sataati hai....
Mera dil mehsus karta hai ab bhi
Mera dil mehsus karta hai ab bhi ke tu mere aas-paas hai....
duriyan hai tere mere darmiyan,phir bhi tujhse miln ki aas hai....
mana naraj ho tum mujhse, main manna lunga tumhe ek din....
tere bina meri zindgi adhuri, tu hi to meri khaas hai....
Soch raha hoon ki kya ab bhi waisi dikhti hogi tum....?
Soch raha hoon ki kya ab bhi waisi dikhti hogi tum....?
Jaisay pehlay lagti thi, kya waisi lagti hogi tum.....?
Toot toot kar ab bhi baadal paaun k neechay aatay hongay...?
Sard hava men sookhay paton par kya chalti hogi tum....?
An Extreme and Scary Method of Frying Fish
Prem Singh, 65, uses only his bare hands to fry food in boiling oil and surprisingly suffers no injuries despite the 200 degree Celsius temperature of the boiling fat
Tumhari Muskaan Mujhe Chalna Sikhati Hai.....
kabhi thak jata hu bhag daud bhari zindgi mein....
tou tumhari muskaan mujhe chalna sikhati hai.....
adhura hai nasib merra tumhare sath k bina....
tumhari kami ka ehsas mujhe har khushi karwati hai.....
Par Kahani Nahi Banti.....
Mann mein hai shabdo ke tufan par bayani nahi banti.....
kalam likhne ko hai tiayar par kahani nahi banti.....
apna dil liye dhundh raha majnu gali gali sehar sehar.....
pr aaj ke yug mein laila jaisi deewani nahi milti.....
Jab pehli dafa suna tha terre naam ko
Jab pehli dafa suna tha terre naam ko bahut anjana laga tha....
ab tou har dum terra naam merre lab pe sawar rehta hai....
bus ik terre hi tassavur mein dil bacha ban jata hai....
warna bhare zamane mein ye smjhdar rehta hai....
Uski Yeh Ada Dil Ko Bohat Hi Bhaati Thi....
Uski Yeh Ada Dil Ko Bohat Hi Bhaati Thi....
Daanton Men Jab Wo Dupatta Dabaati Thi.....
Phir Sambhale Kahaan Sambhalta Tha Dil....
Pakad Ke Jab Ungli Se Lat Ko Gumaati Thi.....
Ek Raat Lekar Hatho Me Kaghaz
Ek Raat Lekar Hatho Me Kaghaz Mene Kalam Ko Uthaaya...
Lekar Apne Lafzo Ka Sahara Mene Uske Husn Ko Sajaaya...
Likh Hi Raha Tha Shaan Me Uski Uske Husn Ka Nagma...
To Lehrakar Apni Zulfo Ko Waha Mera Mehbub Aaya...
Merri Kasak Merra Suroor Rahoge....
Tera Hee Intzaar Rahega....
Subscribe to:
Posts (Atom)